Anuj Tyagi
ek anzaan sa ishara hun main,mammy ka pyara hun main. anshu nahi dekh sakta kisi ke,jo mera sab kr dun naam usi k. na mujhe samjhna asaan hain hai usko jo nahi insaan hai sab uska seh leta hun dost jise keh deta hun. historical sites se pyar hai,mere dost mera sansaar hai jo achcha lagta hai karta hun,kiske baap se na darta hun jeev se mujhko pyar hai isliye veg mera ahaar hai marne se na darta hun smokoing b karta hun log kehte hai mahamari beer mujhe phir b hai pyari saant bada hi rehta hun chup chap sab kuch sehta hun par gussa jab aata hai koi na saant kar pata hai bada emotional banda hun thoda sa main ganda hun watan se mujhko pyar hai iske aage sab bekar hai bazwana na apna band hai isliye nahi koi gf hai