Nazar

Main kuch kahun apne baare mein itni meri auqaat nahi...padhiye shayad aap jaan jaayein mujhe...

Khud ki talaash hai mujhe...

Panno se safar shuru hua hai...na jaane kahaan khatm ho...

Mitti sabke haq ki rakhi hai sambhaal kar...mujhe wo mitti apnepan se nam bhi chahiye...umr guzar rahi hai bas isi nami ko batorne, sanjone mein...:)