Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai,Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai,Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein,Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai.