kumar ranjit

Haman hai ishq mastana, haman ko hoshiyari kya,

Na pal bichude piya hamse, na bichade hum piyare se,

Unhi se neh lagi hai, haman ko intezari kya,

Jinke dur priyatam hai, bhatakte dar - badar phirte,

Hamara yaar hai hummein, haman ko bekarari kya.'

'Kabira ishq ka mara, dui ko dur kar dil se,

Jo chalna rah nazuk hai, haman se bhoj bhari kya.