Maahi Sharma
Aap ki tehreer ki bunyad vishvas par hai,dunya mai har kism k log hain,jin mai say kuch hamaray dil k behad kareeb bhi ajatay hain aur hum unko apni zindagi ka ek hisa bana letay hain,har choti bari khushi ,aur har chota bara ghum un k sath bantay hain,aesay logon ko hum apnay vishvaas k us darjay par lejatay hain jahan koi ek chota sa jhoot bhi buhaat thes pohnchata hai,dil phir say cahta tou hai k us shaks say nata na torein, saath na chorein aur aesa karnay mai kamiyaab bhi hojatay hain hum magar zehn mai ek waham beth jata hai jo na-chatay howay bhi zindagi bhar qayaam rehta hai.LOVE IS HARD BUT LOVE IS LIFE