Sudeshu Shivam

Calcutta, India

meri zindagi ka tawayaf se yaraana hai usi ki khani usi ka fasana hai kabhi rona to kabhi khushiyo ka gana hai kabhi fankaro ki mehfil to kabhi apno ka tana hai dusro ki khushi aur apna gham chhupana hai tut jaye bhale hi ghoonghroo hume to jmane ko ajmana hai har thidkan pe hmari ruk jaye sab ki dhadkan bas isi arjoo se is shama ko jlana hai ho jaye roshan raat sabki aakhir hume bhi to maut ko gale lgana hai... khuda se ye jawab lana hai kyu meri jindagi ka tawaaf se yarana hai

  • Work
    • Homezpot.com
  • Education
    • DAV Centenary Public School
    • Holy Mission High School